Pyaar ke naam๐
Baton Ko chupaya na kro
Gam se murjhaya na kro
Pyaar krte hai tumse bahot
Khud Ko shak me dubaya na karo....
Jaan tumse hi Jaan mujh me hai
Aise aankho se sharmaya na kro
Dill me Teri jaga ye di Mai ne
Us me bas ke dur jayaa na karo~Saim
Comments
Post a Comment