Posts

Showing posts from March, 2019

Baby ka pyaar

I love u Jaan ..aap mujhe jaise bhi mile jis tarah mile mujhe aapse pyaar hai....aap galti pe galti kro mai maaf krta hu q ke mujhe aapse pyaar hai ...aap gussa ho to mai mana leta hu,,,,khud se zyada aapki fikar krta hu q ke mujhe aap se pyaar hai Mai kabhi aapko pareshan nahi dekh sakta na kbi aap ko rota hua dekh sakta han mard hu seene me jigar hai bus wajah yahi hai ke mujhe aapse pyar hai Jab mai gussa krta hu aap manane ki koshish karti ho Mai aur thoda stata hu kabhi kabhi chidhata hu q ke.... Mai kitna hi gusse me rhu aap ki pyari hasi dekh kar Masoom se chote chehre par be shumar pyar dekhta hu gussa chahe kitana hu aapka Masoom sa chehara mujhe pighala deta hai q ke mujhe aapse pyar hai Aapko dill se chhata hu apane mai janta hu khud se zyada pehchanta hu bahot si baten manta hu future ko accha bnane ke liye bahot koshish karta hu bus wajah yahi hai ke mujhe aapse pyar hai Mai chahta hu aap mere pass rho na is paal na is sal na is umr balke hamesha mere dill me rho Mai chaht...